Wauh Taira Shayir
Wauh taira mugh`anni
Kay jiski baatain ajeeb si theen
Kay jiskay andaaz khusrwana thay
Aur adayain ghareeb si theen
Na pooch uska
Kay wauh Deewana
Gayay dinoan ka ujjar chuka hay
Wauh Kauh-e-Kun tau nahi tha lekin
Aik teri khatir
Karri chuttanoan say lur chukka hay
Wauh mur chukka hay
Aur uska Teisha
Ussi kay Seenay main gur chukka hay
yani ke bauhat he game ho chuka hai! :k:
ajeeb tension-filled shairi hai bhai
kher achi hai! :~)
Buhat hee umda. I have always liked this poem. BTW I have this feeling ke jo koh-kan naheen hai usay chattanon se naheen larna chahiye, agar larega to yahee hoga na, usee ka tesha usee ke seene mein gar jaega na!
Thanks for posting :k:
Very nice and thanks for sharing
:k: nice ![]()
Wah..
Beautiful :k:
thanks for sharing