Water bug/Pani ka keera ?

Aati hay magar GS per nahi , kion ka yahan mera koi kuch nahi bigar sakta.:dixsi:

zara ehtiyaat kijiye qibla mirch… loug yahaaN par bhee boTiyaaN nochnaY aur haddiyaaN tukk chabaanaY kee koshish kartaY haiN :smiley:

It is a virtual world if so they can try all they can and get frustrated over it. Agar koi virtual hadian aur botian kha kay khush hota hay to ho, hamara kia bigray ga ?:)

when needed..:snooty: