Watan say dooor hoon kitna

Watan say dooor hoon kitna
Main majboor hoon kitna
Mohalay ke woh galeyaan
Kheel ka woh meydaan
Mujh ko bulta rehta hai
watan ke matti ke khusboo
ko tarsta rehta hoon main
apnay watan ke matti
sada deti hai mujh ko
magar sayid yeh mera muqadar hai
tarsoon main bahroon ko
un dilkash nazaroon ko
sab doostoon aur yaroon ko
mujhay yun lagta hai jaisey
main woh bulbul hoon
jo reh nahe paya Chaman main
mujh ko dhutkar deya hai apne watan nain.

SALAM PAKISTAN.

Re: Watan say dooor hoon kitna

Bohat khoob Ahsan..:k:

Re: Watan say dooor hoon kitna

ye tu hamary dil ki aawaaz bhi hay........best

Re: Watan say dooor hoon kitna

aww!

Re: Watan say dooor hoon kitna

Thnx Yes this is the voice of my heart.