abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay
k ashek rokena tum say mehaal hona hay
tumhain kheber hi nehi tum to loat jao gay
tumharay hijer main lemha bhi saal hona hay
humary rouh pay jeb bhi azaab uterain gay
tumhary yaad ko is dil ki dhaal hona hay
kabhi to royai ga woh bhi kisi ki bahon main
kabhi to us ki hensi ko zewal hona hay
milain gy hum ko bhi apenay neseeb ki khoushian
bus intezar hay kub yeh kemaal hona hay
Wesi yaqeen hay mujh ko woh loat ayai ga
usay bhi apenay kiayai ka melaal hona hay
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
Nice Bhaai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
)))) bohaat kHoob
tumhain kheber hi nehi tum to loat jao gay
tumharay hijer main lemha bhi saal hona hay
humary rouh pay jeb bhi azaab uterain gay
tumhary yaad ko is dil ki dhaal hona hay
Wesi yaqeen hay mujh ko woh loat ayai ga
usay bhi apenay kiayai ka melaal hona hay
agar ijazat ho to maiN kucH jawaaban arz karooN?
apni gHazal
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Goshaa-e-dil meiN koi Phool khilaaye rakho
Aik Umeed pe Aaangan ko sajaaye rakho
kHushk PatoN ki tarah Asal se kaT jaoge
hai yahi acHa mujhe apnaa banaaye rakho
Meraa ImaaN hai usse LauT ke ghar aanaa hai
Taaq pe koi Diyyaa roz jalaaye rakho
Yaad uski to kissi Taaq meiN rakhne ki nahiN
Yeh Saheefaa hai issey dil se lagaaye rakho
Khul hi jaigaa koi Baab-e-Ajaabat “Shaakir”
Apne HaathoN ko bahar Taur uThaaye rakho**
Thx …
and Buhat khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
beautiful, is daffa such main keh rahi hoon, dats just beautiful,bohat khoob.
~ chori chori dekha tumhay chori chori chaha tumhay...aap ko tu khabar nahi is ki..aap say hum nay kitna pyar kya.~
tassneef, bohat khoob,really good.
~ chori chori dekha tumhay chori chori chaha tumhay...aap ko tu khabar nahi is ki..aap say hum nay kitna pyar kya.~
Zaberdast
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif
**Kuchh ishq thaa kuchh majabuurii thii so mai.n ne jeevan vaar diyaa
mai.n kaisaa zindaa aadamii thaa ik shaKhs ne mujh ko maar diyaa
**
Shukar hai .. aaap nai Bhi pehli dafa Such kaha .. ( Kiddin ) thx.
p.s. : thx. Nayab and Tina
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
tumhain kheber hi nehi tum to loat jao gay
tumharay hijer main lemha bhi saal hona hay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
very nice…
hanie
10
sunny beta… kya baat haye… 
bohat khoob…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
*milain gy hum ko bhi apenay neseeb ki khoushian
bus intezar hay kub yeh kemaal hona hay *
Thx.
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez