Chalain aik baat to aap nay maani kah Peeroon say directly managa bura hay ??? Jo iss baat ko saheeh kahtay hain unn kay baray main aap kay kia khiyaal hay ? woh saheeh hain kah ghalat ? Ho sakta hay unn par bhi koi tension ho jiss ko door karnay kay liye sirf Kawan Walli Sarkar he unn keymadad kar saktay hain phir aap kia kahain gi ?