Yahi to insaan ka real test hota hay kah woh kitna Allah par Aitaqaad rakhta hay aur iss waqat insaan kissi bhi peer faqeer say mangnay nikal khar hota hay …Allah har kissi ka aitqaad mazboot karay (ameen)
Mujh par jub bhi koi mushkil waqat aaya to main nay Sachay Dil Say Sirf aur Sirf Allah say manga aur uss nay mujhay dia …Allah ka lakh lakh shukar hay kah woh mujh jaisay gunah gaar ko bhi sunta hay …
Please don’t compare Nabi Pak with today’s peer faqeer unn key tou pair key khaal kar barabar nahen hay woh loog jinn ko aaj kal kay logoon nay waseela banaya howa hay …