Fraz once wrote this one Ghazal:
Suna hai log usse aankh bhar kay daikhtay haiN
So uss kay shehar main kuch din thehar kay daikhtay haiN
and on the same way another poet wrote this one, which i wanna share now.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**suna hai bolay to alfaaz fart-e-lazzat say
hisar-e-saut say bahir nikal kay daikhtay haiN
suna hai charrhta hai jabb bhi woh chaand chehray ka
andheray chupp kay ussay, haath mall kay daikhtay haiN
suna hai uss gul-e-khoobi ki zulf kay haiN aseer
jo phool jheel kay rukh par kaNwal kay daikhtay haiN
suna hai dekhna chaheN agar haseen ussay
to uss kay husn kay sanchay main dhall kay daikhtay haiN
…
… **
who was better only in this selection??
bass yaar, kuch aisa hi hai