warna mujhe deewana banana hi nahi tha

Re: warna mujhe deewana banana hi nahi tha

Thank u everyone. Khush huun ke aap sab ko pasand aai :)


More than beautiful poem!!!
Every verse is just tremendous!

Re: warna mujhe deewana banana hi nahi tha

is tarha mere haath se daaman na chhudao
**dil tord ke jaana tha to,aana hi nahi tha

**nice je

Re: warna mujhe deewana banana hi nahi tha

*na hum sahi kehte na bani dil ki kahani
ya gosh bar'aawaz zamana hi nahi tha

Qaisar koi aaya tha meri bakhya'gari ko
dekha toh garebaa ka thikana hi nahi tha*

chaa gayi ho hamesha ki terha
bohut khoob

Re: warna mujhe deewana banana hi nahi tha

beautifulll.... just awesome..

Regardsss...