kaash aisa koi manzar hota
mere kandhe pe tera sar hota
jama kerta jo main aye huye sang
sar chupane ke liye ghar hota
is bulandi pe bahut tanha hun
kaash main sab ke barabar hota
usne uljha diya duniya mein mujhe
warna ek aur qalander hota…!!!***
Amal
2
Re: warna ek aur qalander hota…!!!
Nice stuff Sarmad :k:
pktun
3
Re: warna ek aur qalander hota....!!!!
nysh praaaaaaaa g
Re: warna ek aur qalander hota....!!!!
nysh praaaaaaaa g
thanks :D
jiia
5
Re: warna ek aur qalander hota…!!!
oski meherbani jis ne tome ULJHA dia
varna dunia dusre kinare pohanch jate
:k:
Re: warna ek aur qalander hota…!!!
Nicely rendered by Hari Haran