gaana Waris Baig ka hay, meray khayaal say lollywood kee film kay hay kuch paanch chay saal pehlay ka…shayid actress Meera kee film thee lekin yeh baat pakki naheen hay…
tau jee gaana kuch aisa hay:
eik sohni kuri lay gayi dil..
eik sohna munda lay gaya dil..
[thori lainayn jo sahee say yaad nahin]
ab yaara jeena bhee mushkil hay teray bina..
is gaanay kee kai remix versions bhee market mein aa chuki hayn…
aur jee agar tau naheen pata tau khayr hay, koi gull naeen
yeh sohni kuri le gaye dil
yeh sohna munda le gaya dil
originally by aamir munawar, from album : jan-e-jana
this waris baig-te-humeira version is from the movie jo der gaya, woh mer gaya...
i have the cassette but sorry no mp3...
God bless u all...
DerVaisH
Ai khuda jazba-e-ehsaas na bakhsha hota...
Acha hota ager pather ka tarasha hota...
Waja-e-tehQeer hon insanon mein insan ho ker...
Pather ka hota to inhe insanon ne pooja hota...
Ai khuda jazba-e-ehsaas na bakhsha hota...
Acha hota ager pather ka tarasha hota...
Waja-e-tehQeer hon insanon mein insan ho ker...
Pather ka hota to inhe insanon ne pooja hota...