Waqt

maherbaaN ho k bula lo mujhy chahy jis waqt… maiN gya waqt nhi k phir a na sakun

Re: Waqt

Kyun bahgtay ho uss kay peechay, tarri lagao "aana hai toh aao warna bhaar mein jao."

Re: Waqt

Acha sa khana paka ke bula lo chahe jis waqt
Ab yun bhi nahin ke aap bulaen aur main na aaon

:hehe:

Re: Waqt

ehsan uncle aisy to matt bolain :naraz: Muqawee bhai ap phir jldi sy tashreef ly ayen… main ny abhi abhi rice bna k ayi hun sath main shami kabab aur rayeta bhi :slight_smile:

Re: Waqt

Shammi kebab aur raita :yummy: lekin Bury :nahi:

Re: Waqt

kah do k:
**
aanaa hai to aao, bulaayenge nahiiN
jaanaa ho to jaao, bhagaayenGe nahiiN**

kaisaa lagaa meraa she'r? :D

Re: Waqt

mukarrar... :)

Jaana hai to jao, hum bulaenge nahin

Re: Waqt

Thanks PK.. Karachi se Buraywala direct flight nahi mili.. aap tasweer post kar dejiye ga.

Re: Waqt

aik buhat maqbool sher :lajawab:

Re: Waqt

ehsan uncle meka bury :lajawab: and apka birmingham :sannan: Muqawee bhai buraywala nhi hy :bummer: bury hy :smack: meko tasweeri nhi postni… :naraz: awain nazar lga dain gy log :fatee: KKF bht acha she’r sunaya :k:.. sun k isy mujhy rona aya :teary2: