Waqt

Na woh din rahey, na woh mehfilain, na woh jaan se azeez log…
waqt cheen ke le gaya mujh se … merey apney kahan kahan :hinna:

Re: Waqt

zabardast :k:

Re: Waqt

nice :k:

Re: Waqt

true :hinna:

Re: Waqt

:lajawab:
Mujhay aik sher yaad aa gia Jo main nay University key farewell key moqay par parha tha ..

Unhain Pukaro jo Kho gaiy hain Maazi kay udaas jangloon main
Gai Rutton ka hisaab kar lao, ujaar socho main rang bha lo