Waqt na janay kyoon guzar jata hai
Aur phir kabhi wapis nahi ata hai
Istamaal karo is ka zaroor
Kyoon ka ya kabhi wapis nahi aya ga hazur
Waqt koo zaya na karo tum
Agar aik bar gaya tu tubara nahi aya ga zaroor
Waqt per karo apna kam
Yahee hai tumhara kam
Agar guzar gaya ye
Tu phir bora hoo ga tumharay anjaam
Qadar karo is ki
Takay hoo jayoo tum kamiyaab
Waqt waqt ki baat hai
Acha guzaroo gay tu yahee baat hai
Nasihat karti hoo sub koo yahee
Waqt guzaro apna sahee
Aur qadar karo is ki har ghari
Kyoon ka bad mein kabhi pashtana na paray
sumajay jee
May God bless you all!
Re: Waqt
wow very realistic,
dua karain hum bhi waqat ko theek use karain
anyway thanks for a very nice nasihat
Re: Waqt
ur welcome nakhan n sunnyboy:)
Re: Waqt
aik sher!
aishaq mein aisa bhi hota hai yaaro
aik choor jata hai aik wahee rah jata yaaro
Re: Waqt
May God Bless U too (ameen)
Nice one ![]()