\\*//Waqt kay samandar mein\\*//

Waqt kay samandar mein
Zindagi ki nao ko kuch aur dagmagana hai
Per hum ko lot ana hai
Tum se kia kahein jana
Dhuan dhuan sa asman
Katay katay se badban
Shoreda sard hawain bhi
Dhaki chupi musafatein
Musaftoon ki dhund mein gum
Hazar ha jazeeroo mein
Hazar ha jazeeray hain
Aik wo jazeera hai
Jis ki wus’atoon mein gum
Aik sadaey ashna
Hamein wapas bulati hai
Meray char soo ,bohat door tak
Bari kohr hai jami hoi
Aur rastay masdood hain
Per hum ko lot ana hai
Us jazeeray ki tarf,jis per tum kharay ho
Tum jo ik jazeera ho
Aur akhri jazeera ho
Muhabbat kay samandar mein…………

zabardast.


:hula: :hula: :hula:

Very nice thanks for sharing

Re: \//Waqt kay samandar mein\//

Jazeeray par jazeeraa khaRRaa hay:-O?

nice:k:, bahut khoob umdaa-O-Aa’la and zabar10, WOW:eek:, thanks for sharing:flower1: waghaira waghaira:D

Buhat Khoob:flower1:…

:k:

Happy Birth Day sssseema :slight_smile:

:)

Wah … So Beautiful… As I have said earlier as well… U’ve got a great choice :k:

b/w Happy Birthday to u :~)

itne jazeeray…mujh ko to Al-Jazeera yaad aa raha hai :mudhosh:

Taqreeban kaafi achi hai yeh. :~) koshish jaari rakhein..aik din aap bari aadmi ban jaein gi.

nice one Seema :k:

Beautiful. :k:

b/w Happy Birthday to u :slight_smile:

Re: Re: \//Waqt kay samandar mein\//

samjha kuray na, urdu shayri hay, any thin is possible here :smiley:
n tx 4 likin it :rolleyes:

tx ev 1 else 4 likin it n da bday wishez :flower1:

:k:

TheNGaa kiouN dikhaa rahi hO:crying:?