Waqt Haar maan gaya

Re: Waqt Haar maan gaya

Tanhai ka 5 rupe ka note gir gaya hai, usko dhoondh rahi hai.. baqi reason mujhe to samajh nahin aa rahi.. aap hi roshni daalen

Re: Waqt Haar maan gaya

Sub kuch luta kay hosh mein ayee toh kya kiya
Dil nay agar chiragh jalye toh kya kiya.

Re: Waqt Haar maan gaya

Kia kiya? dil na khud kuch karta hai, na karne deta hai