Waqt-e-wasl

Waqt-e-Wasl

Meri tanhai ab alvida tujhko
Apnay khwaaboN ko aayaa hai haqeeqat ka mehkata paigham
Meray yaqeeN say haar gayi aakhir kismat ki bhi zid-
Bhari aaNkhoN maiN muskurati keh rahi hai meray iNtzaar ki shiddat
Aur shokh raNgoN ko machaltay haiN-
Meray sadioN say afsurda geet
Husn ban kay aayaa hai meray khwaaboN ki saraapaa taabeer
Ja teray zulm-o-sitam saub muaaf ai zamana-o-taqdeer
Khushi itni piyari hoti hai mujhy maaloom na tha


Re: Waqt-e-wasl

:hmmm:

waqt to wisaal ka hota hai

Re: Waqt-e-wasl

khushi waqi piyaari huti hy magar......din ki tarha.......v.best

Re: Waqt-e-wasl

thanks a lot for the kind words.