Waqt apni rawani main
dhalta raha
Main Tanha tha tanha hi chalta raha
Kabhi hansta tha apny Nasibon Py main,
Kabhi Andar hi andar men Jalta raha,
Kahin Shikwy mily aur
kahin Thokren,
Choten aesi lagi k
sanbhlta raha,
Us ko paney ki khatir to
sub kuch kiya,
Wo hi Sang-Dil tha rasty Badalta raha
Re: Waqt apni rawani main
acha bohat afsos huwa ![]()
Re: Waqt apni rawani main
Us ko paney ki khatir to
sub kuch kiya,
Wo hi Sang-Dil tha rasty Badalta raha
fraudia kahin ka
Re: Waqt apni rawani main
Thudda marna tha aise bewafa ko ![]()