Waqia

jeb khaka dil ka badl cheley
teb zehan ka sukhen sanver chaley
wohh chaley na chaley, sathee sath
iss key ender kee faza,
ba ronak hey,
tafreeh-e-gem bey khaber ya ba kheber chaley
wohh zaroor udas yaad sey apney
adhoorey khiyal kee peirvee karey

mukamil roo-ba-roo abhi aya na tha
zara sa isey kaheen paya tow tha
wohh mil na saka, wohh kho giya

per, iss sey kabl-az,
kushiend guzra yey waqai
key, is ko is sey mila diya
han, is ko is sey mila diya..

Dushwari