Waqat kaha rokta hay

Waqat kaha rokta hay
Waqat kaha rokta hay
soch kay zaweeoo may
sheeha toot jata hay
dard ki barish may
koi kahi milta hay
waqat kaha rokta hay
khoodi ki baysai may
zulum ki bay hisi may
koi kitna jhoota hay
kab pata chalta hay
waqat kaha rookta hay
koi bi sohana khooab ho
ya dilnashi sarab ho
pahioo may bahta hay
sab gumta jata ta par
waqat kaha rhoota hay
rooh ki chatnoo pir
baraf jam jataee hay
khosi ki koi lahar
choo kay guzar jatee hay
waqat kaha rhookta
bus hum guzar jatay hay
diya

Bahut aa’laa …:k:

bohat achay :)

:)

thanx

Nice :flower1:

thanx

thanx