Iss se pehlay k Waqat guzar Ja-aay
tum apnay jazboun ki sachanyan
meray Nam Kar do
iss se pehlay k waqat k yeh shaam dhal ja-aay
tum koi nai subah meray naam kar do
iss se pehlay k yeh garian lamhoun k
hathoun gum ho jaein
tum mera aik kaam kar do
apnay dil ki dharkan meray naam kar do
apnay dil ki dharkan meray naam kar do
Re: Waqat Guzar Ja-aay
nice one :)
Re: Waqat Guzar Ja-aay
thank u