DADDU
1
Waqat najaane zamane ko kahan lejaega
hum to ruk jaainge lakin waqat chalta jayega
koun chalta hai sada sung karwane waqat ke
har musafir thak ke koi rah pe ruk jayega
zindagi wo khawab hai tootega jab uth jaainge
mout ki aaghosh main jab har bashar so jayega
kia mohabat kia khushi kia dosti kia dushmani
waqat ka sab khail hai aur sab khatam ho jayega
sochta hoon mai janaza dekh ker jaate hue
ik kafan he hai mera jo saath mere jaayega
*zindagi wo khawab hai tootega jab uth jaainge
mout ki aaghosh main jab har bashar so jayega
sochta hoon mai janaza dekh ker jaate hue
ik kafan he hai mera jo saath mere jaayega*
Boht khoob.. :k:
thanks for sharing.. 
sochta hoon mai janaza dekh ker jaate hue
ik kafan he hai mera jo saath mere jaayega
achhi soNch hai...
daad kubul kijiye..** DADDU Sahab **
DiYa
4
Re: Waqat chalta jayega
[QUOTE]
*Originally posted by DADDU: *
Waqat najaane zamane ko kahan lejaega
hum to ruk jaainge lakin waqat chalta jayega
koun chalta hai sada sung karwane waqat ke
har musafir thak ke koi rah pe ruk jayega
zindagi wo khawab hai tootega jab uth jaainge
mout ki aaghosh main jab har bashar so jayega
kia mohabat kia khushi kia dosti kia dushmani
waqat ka sab khail hai aur sab khatam ho jayega
sochta hoon mai janaza dekh ker jaate hue
ik kafan he hai mera jo saath mere jaayega
[/QUOTE]
nice
Re: Waqat chalta jayega
nicely put :k: I love the last 4 lines. amazing 