Waqat ak sa nahi rahta
Dil ka pata hara nahi rahta
Khushi ka tum jano
Ghum ak sa nahi rahta
Nafratoon ka is dour main
Mohabatoon ka pata nahi rahta
Is shahar ko na aagh laga
Shahar dil main koyee nahi rahta
Koyon turatay ho ya dil
Is dill main kiya Khuda nahi rahta?
Tum jab behi yaad atay hoo
Phir mujahay apna pata nahi rahta
Tari talash karoon tu khan say
Mujah ko aab rasta nahi milta
Roothi roothi see lagtee hai khudai
Aab dua ka behi sila nahi milta
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Bohat hi acha liktain hain Dilsae awaz ati hai:D
Kaab sai lik rahian hian ap? Or kesai itna acha liktain hian mujjai bhi bata dain na plz:)
[/QUOTE]
baas ya kisi ke judai ka asar hai... allah na karay ka aap behi mari taraha likhnay lagain....