Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
DM ab tum apna rickshaw pakro aur bhaagnay ki taiyyari karo kahin aisa na ho gadhay ki dolattiyaan parr jain ;) kuch samjhay? :p
Rukhsarbibi first time tum nay sahi baat kahi hai :D
Shoby acha hai na samad bond lagay ga tou phir yeh bhaagay gay nahi kahin tum kyun chahtay ho kah yeh yahan sey chalay jain? :(