jahaan hai jaise hai kee bunniyad par aik adad khatoon kee zaroorat hai ( u can say larki if u mind khatoon
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
) kawaif mundarja zayl hain.. aankhain do adad .. aik adad naak.. do adad hont .. baal bhee hoon to acha hai.. baki do bazoo aur do tangain kafee hain.. tafseel neechay daikhee jaa sakte hai… shukriya…
http://www.gupistan.com/gallery/1/eyesz.jpg
http://www.gupistan.com/gallery/1/noze.jpg
http://www.gupistan.com/gallery/1/smilee.jpg
http://www.gupistan.com/gallery/1/hairstyle1.jpg
mairay dill mairay mussafir
yaar iss ki koi help karo, he is soooooooo desperated........
koe hai.. kahan ho tum challay aaooo…
awaz day kahan hai..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
B-B-G
October 24, 2001, 11:47pm
4
aah mairay sapnoon kee raani.. but yeh aisee to naa thee.. :confused
mairay dill mairay mussafir
B-B-G
October 25, 2001, 12:00am
6
hk
October 25, 2001, 12:02am
7
Jeez!
im getting sick of thread after thread like this one
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/disgust.gif
éí 'aaníígÓÓ 'áhoot’é
i think u typed ‘b’ instead of ‘f’ in koobsoorat.. B B G
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
…
and plz dont get sick… main to abhi naya naya hon yahaan.. mainoon kee pata bibi jee.. keh ithay kee kuj hoo chukkiya hai.. tussi mairay koloon soonh lay laoo jay mainoon kuj patta howay … ithay main heer noon talash karna shiruh keeta tay naal he qaydoo dee entry.. waah je waah.. zaalim samaj .. song : mainoon rakh lay cleaner naal.. nee main nachdee phiraan tayray naa.. lammiyan rootaan tay hai tay lammiyaan ruutaan tay..
mairay dill mairay mussafir
[This message has been edited by Akif_zeb (edited October 24, 2001).]
aahmed
October 25, 2001, 4:43am
9
Aur kiya, bacha apnay liyay kaki dhoond raha hai, aap ko kiya takleef hai? Agar aap aisi posts say sick hein to post dekhen or chali jaaein, is bichare ko zaleel karne ki kiya zaroorat thi?
OYe, bache, when you find your hoor, make sure you post her pichkur, and a complete one, not in qists.
haahahaha ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
.. ZABARDAST aahmad ji..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
(qistain part was DA BEST!)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
NEVER frown even if you are sad, you never know who is falling in love with your smile
hey from the eyes, lips and hair, this girl looks like URMILA
Dil
October 25, 2001, 9:13am
12
dilse
October 25, 2001, 12:26pm
13
ya kali kali anhkan..
dil....dil to akhir dil hai na
yaar yaak.. she is not umrilla or any other indian.. hmm do i have to describe keh kinn kinn kee tasveerain hain yeh..well… aankhain hain kate winslte kee.. naak hai jennifer connely kaa. hont hain phobe cates kay.. aur baal hain candace cameron kay..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
aur Allah he janay mill karr kya bannay gaa
mairay dill mairay mussafir
[This message has been edited by Akif_zeb (edited October 25, 2001).]
oayyyyyyyyyyyyyyy kahaan hoo tummmmmmmmmmm … mairay naseeb main tuu hai keh nahien … tayray naseeb main main hooon keh nahien. yeh hum kya janain .. yeh wohee janain jiss nay likha hai saab kaa naseeb ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
mairay dill mairay mussafir
shukriya shukriya ..
well kuch logoon kay khayal main its cheap.. daikhiay jee iss main cheap kya hia.. mujhay to nahien nazar aay kuch bhe iss main cheap any way..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
koe to jawab doo ikk baar kahoo tum mairee hoo.. bakool najam sheraz jo keh asal main bakool ibnay inshaa hai…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
mairay dill mairay mussafir