wana ba pilot ?

Re: wana ba pilot ?

buhat mehnga ata hay jahaz
kabhi khareeda hay - apnay paisooN say :smilestar:

Agar serious ho tu gullak bana laitay hain
rooz thoray thoray paisay uss main daal diya karain gay

In about 567 years we will buy our own jahaz :jhanda:

Re: wana ba pilot ?

:dhimpak:

hawaa mein urRta jaaye raaaaaay
jhaaz hamaraa gullak ka
o jhaaz hamaraa gullak ka
oooooo jeeeeeeee, ooo jeeeeeeeee

Re: wana ba pilot ?

chaloo jahaz tum khareed lo
pitrool main dalwa dooN ga

50 - 50 :clown:

Re: wana ba pilot ?

tu phir chai per kub boolaa rahein hein - ab hum business partner bun gaye hain naaw :blush:

Re: wana ba pilot ?

kis cheez ka jhaaz ho gaa woh:)

Re: wana ba pilot ?

lol

Re: wana ba pilot ?

aap nay matric main science li thee ?
ya home economics :hmmm:

Re: wana ba pilot ?

aaj kal main jahaaz aur car aik he daam main biktay hain!

**Aap main say koee khareeday tu urrana maira kaam...:) **

Re: wana ba pilot ?

nahi Home economics
sahi kaha aap ne aajkal jahaaz aur lombargini ka daam eik hi hia

Re: wana ba pilot ?

hum nay sirf urRaana nai hai
zinda wapas bhi aana hai :bummer:

Re: wana ba pilot ?

yeh lamboghauri kaun si car hay ? :hmmm:

Re: wana ba pilot ?

lol when do i get my plane?~!

Re: wana ba pilot ?

cross = lamb+ghorRi

:desimunda:

Re: wana ba pilot ?

:bummer:

Re: wana ba pilot ?

aisha in dubaii sahi jawab de sakti hai is kaa

Re: wana ba pilot ?

agar two seater chahiay tu sirf $20,000/- ka Cessna 150 mil jaata hay, urrana bhi bahout asaan hay!

Re: wana ba pilot ?

pehlay kaghaaz wala jahaz urana to seekh lo namaqool ..na hinjar .. nakhalf naraz

Re: wana ba pilot ?

Tu fikr nahin karain, parachute be saath lay kar jain gay, aap parachute pahan layna …:slight_smile: main khud jahaz main rahon ga…

***Captain goes down with the ship!..:smiley: ***

Re: wana ba pilot ?

does this test also work for wanna be astronauts?
and what about psychonauts, those astronauts of the inner space?