**agar aaap ka dil na kar raha ho assignment karne ko **
**liken aaap ko karni parhe coz next day aap ko submit karwani hay nai to marks cut jain gay to aaap loug kaya karien gay **
oper se assignmnet hand written daini ho ![]()
and also there are some restrictions
**like assignment must not b more than 2 pages **
**and u have to Summaries all the techniques in your own words **
and there are more than 10 techniques ![]()
Re: Wana Ask something
to flooding mat karo
aur kaam karo:emmy:
![]()
Re: Wana Ask something
**to flooding se time nikaal ke achay bachon ki tarah assignment karen ge ya kisi ki nikal karen ge ![]()
time bhi bachay ga aur mind energy bhi
**
Re: Wana Ask something
kab ki hay main ne flooding
abhi abhi to aya hon
nai hota mujh se kaaam snooty bhaaar mai gaiee assignmnet blush
*liken likhna to khud hi parhe ga na PA bai bummer
Re: Wana Ask something
**^ wohi to **
koi mujhe likh k day ga ![]()
Re: Wana Ask something
pingu aaj kal free hai, woh zaroor likh de gi ![]()
Re: Wana Ask something
*mai ne Urdu main likhwani hay Arbi main nai :D *
Re: Wana Ask something
khi waloon ki to aysay moqoon per students ki sunne jatee hay or koi na koi hertaal nikal atee hay
: D
hum school college main her test walay din say pehlay dua kertay thay hertaal ho jayee blush
Re: Wana Ask something
to aap unke liye bhi dua karen ke kal hertaal ho jaye ![]()
Re: Wana Ask something
cold out ther…![]()
Re: Wana Ask something
:aq:
Re: Wana Ask something
**Islo k students bohat shareeef hain
**
wese b islo main sirf mush Unkil ki wajah se harthaaal ho sakti hay students ki wajah se nai ![]()
*mujhe koi itraaaz nai liken teacher ko zaroor ho ga bummer
![]()
to kaya howa aap meri assignment kar dain plz blush main aap ko chai bana k piloaoon ga blush
Re: Wana Ask something
I have written almost half page
even k i dont want to write a single word ![]()
Re: Wana Ask something
shabash ![]()
Re: Wana Ask something
merai haath kaamp rahai hain sardi sai ..pehlai chai ki chainak bhar kar table par rakho … wasa’íl hoongai to masla bi hal ho jai ga:snooty:…
Re: Wana Ask something
kaisi chai chahye, sabaz ya gulaabi? ![]()
Re: Wana Ask something
gulabi sabaz ..sab chalai ga...m not nakhraila....khanai ki qadar karta hoon :o