Wahim

na ibtada ki khabar hai na inteha maloom

bas ek wahim k ham hain,so wo bhi kiya maloom

Re: Wahim

baRii mub’ham hai shaa’ir kii hastii :cb: kahiiN jin vin to nahiiN! :smiley:

Re: Wahim

Chahe jo bhi ho Hamein Fani badiwni ka yeh shai’r pasand aya

Kiyon pasand aya is per ham ghor kar rahe hain:smokin:

Re: Wahim

oh oh…oops! yeh to Faanii Badaayuunii kaa she’r thaa…waah waah…kia kahne! dekhiye, naamvar shaa’ir hone ke naate kaise comment badal gaye? :smiley:

Re: Wahim

Aap to Rehman Malik k baap nikle 1 minute se pehle byaan badal diya:smokin:

Re: Wahim

hahaha…par aaj bechaaraa RM araa saddy saddy hogaa…vo to proof dete hii rah gaye auroN ke Khilaaf magar unke Khilaaf to faisle bhii ho gaye…ab aayaa hai re ooNT pahaaR ke neeche! :cb:

Re: Wahim

are you implying that there’s a possibility we dont exist :eek:

Re: Wahim

Oont pahaar k neeche nahi aya

Pahaar oont k oper a gira:smokin:

Re: Wahim

Very nice and deep thought :k: