Wah ri mohbbat tere anjam pe rona aaya:
Jane kyun aaj tere naam pe rona aaya:
============
Yoon to hr sham umidon me guzar jati thi:
======?=====
Aaj kiya baat hai jo shaam pe rona aaya:
============
Kabhi taqdir ka matam kabhi duniya ka gila:
============
Manzil-e-Ishq me hr gaam pe rona aaya:
============
Jab hua zikr zamane me muhbbat ka QATEEL:
============
Mujh ko apny Dil-e- Nakam pe rona aaya: