https://fbcdn-sphotos-g-a.akamaihd.net/hphotos-ak-prn1/q71/1012027_613899725319050_328839470_n.jpg
Ek Fard-e-Qalandar ne Ajab Baat kahi thi
Ae shaKHs…
tere yaar
wafadar Na Hon Gy..
Re: WAFADAR
iss main ajab kia hai.. yehi to hota hai?
Re: WAFADAR
Kuttay jaisay log ab kahan...
Re: WAFADAR
aap ko poori duniya main kutta hi wafadar nazar aaya
Re: WAFADAR
…her aik py ye sadiq nhi aati…![]()
Re: WAFADAR
to kiay insano main bhi kutton jaisi wafa hoti hia…![]()
Re: WAFADAR
Kuttay jaisay log ab kahan...
Aap ny Zardari ka Zikr kiya........?
Re: WAFADAR
sahi kaha
BILLIYAN B GHR NAHI CHORTIN ![]()
Re: WAFADAR
app kutty ki toheen mat karain… kutta kahan, aur zardari kahan…
jis ghar main chipak jain, ya to bori main band karkay door chor kar ana parta hai, ya janaza hi nikalta hia…
Re: WAFADAR
Sorry…![]()
Aainda nhi karonga…![]()
![]()
Wysy nasal to wohi hyna…?
Re: WAFADAR
:ASA: olad ki bad-aimali ki saza waliden ko nahin ilni chahiye
Re: WAFADAR
app kutty ki toheen mat karain... kutta kahan, aur zardari kahan...
jis ghar main chipak jain, ya to bori main band karkay door chor kar ana parta hai, ya janaza hi nikalta hia...
lakin logon ko to samj nhai aati :(