Wafadaar Loogo!

Re: Wafadaar Loogo!

kahan mushkil hai ye :@: listen to this thn

maantay hain jee :wub: foraN bulanay per hazir :hug:

Itna proof k jis say aap ki wafa ka andaza ho :faizy:

per ranjgha to bewafa hai na ? :hmmm: paizab b ni alay abhi tak
acha jab tak woh ata hai tum b ye song sun lo :music: