Lilly
1
Only for wafadaar loog of cafe 
**Humari shart-e-wafa yehi hai wafa kero gay , wafa kerain gay 
Humara milna hai aysa milna , mila kero gay mila kerain gay
Kisi say daa’b ker na hum rahain gay , Humara shewah nahi khushamad 
Bura kaho gay ,bura kahain gay,

**
koun koun hai wafadaar 
Re: Wafadaar Loogo!
Mein hoon sab se bara Wafadar

Lilly
3
Re: Wafadaar Loogo!
lo jee woli keh raha hai k sab say bara wafadar yehi hai

proof bhi do na 
Sidra_1
7
Re: Wafadaar Loogo!
**^Haanji, Ranjhay ki wafadaaaar HeeR 
**
Re: Wafadaar Loogo!
Mujhe samjh ayi hai, dramay kar rahi hoon ghaliban 
Lilly
9
Re: Wafadaar Loogo!
kahan mushkil hai ye
listen to this thn
maantay hain jee
foraN bulanay per hazir 
Itna proof k jis say aap ki wafa ka andaza ho 
per ranjgha to bewafa hai na ?
paizab b ni alay abhi tak
acha jab tak woh ata hai tum b ye song sun lo 
Re: Wafadaar Loogo!
bhut dramay baaz hai ap 
Proof de don to phr kiya ap maan logi 
Sidra_1
11
Re: Wafadaar Loogo!
**
Aap ne bulaya aur hum chalein aaye
Jaan hateli par le aaye re 
Me likeyyy his songz 
Nope
Ranjha is not bewafa :nono:
**
Re: Wafadaar Loogo!
hum tou bilkul nahi hain :(
Re: Wafadaar Loogo!
Yaar kya karon.. ek ex dost mujhe pyar se dramay baaz bulati thi or drama queen tu ab mai ussi ki baat follow kar rahi hoon lol
Re: Wafadaar Loogo!
Yaar kya karon.. ek ex dost mujhe pyar se dramay baaz bulati thi or drama queen tu ab mai ussi ki baat follow kar rahi hoon lol
Acha hai follow krna ache baat hoti hai ;)
Lilly
16
Re: Wafadaar Loogo!
change your nick into Dramaybaaz :
haan maan jaoon gi 
wafa ka proof manga hai koi Nadra ka id nai

bari mehrbani hai jee
phir bhi bari dayr ker di mehrban atay atay
woh to Ranjgha late hai
wow..he is my fav singer jee

Itna bewafai kiyon? 
hahaha 
Re: Wafadaar Loogo!
thori si bewafai bhi honi chahiyah 
Sidra_1
18
Re: Wafadaar Loogo!
**
Main late ho gaye aatay aatay 
Yaaaar he’s my fav also
3rd time sun rahi hoon 
**
Re: Wafadaar Loogo!
Meri Rajo se puch lo meri wafa ka 
Lilly
20
Re: Wafadaar Loogo!
haan ye bhi hai per wafa daar loogon kay sath sirf aur sirf waaafa
