Wafadaaar Aur Tum...?

Wafadaaar Aur Tum...? Khayaaal Acha Hai,,

Be-wfa Aur Hum…?
Ilzaam Bhi Acha Hai…

Re: Wafadaaar Aur Tum...?

jab sab acha hai to jhagra kis baat ka

Re: Wafadaaar Aur Tum…?

han han tum

Be-wfa Aur Hum…?
mnate ho k nahi :emmy:

http://t2.gstatic.com/images?q=tbn:ANd9GcT_0bnwZ3cPobzJrq6dy-wCyhSxhkPnJXAff_plA1MrNq2XtQ7FIA

Re: Wafadaaar Aur Tum...?

you are your favorite?

Re: Wafadaaar Aur Tum...?

NARGASIAT

Re: Wafadaaar Aur Tum...?

china main ek poet tha. wo kashti main beth ke pani main apne aap ka chehra dekha karta tha.. phir ek din usne apne aks ko pane ki justuju main darya main chhalang lagai aur bhool gaya ke usse terna nahin aata

Re: Wafadaaar Aur Tum...?

aik shehzada tha jise khod se payar ho gaya tha pani me apna chehra dekh ker

phir usk liay shesha banay gaya
vahan se NARGASIAT K marz chala
uska naam nargaas tha ............

Re: Wafadaaar Aur Tum...?

Apnay muunh miyan miththu