wafa

Wafa

Wafa karke wafa chahein apse…!
Kya karein humein muhabbat hai
apse Nazrein mila ke ye dil churalya
Ye kamaal koi seekhey apse…!
Yon naa pareshan tum humein…!
Esa na ho keh roth jayein hum
apse Ye mana ke muhabbat andhi hoti hai
Lekin kahin khata naa hojaye apse
Dil ki baat kahin dil main na reh jaye
Abhi to bohat kuch kehna hai apse…!
Khuda na kare ayen kabhi furqat ki
gharyan Dil to laga rehta hai apse…!
Yon na dekho ik tik humain Kya karein
sharm ati hai apse Yaqeen hai mujhko
rang layengi duaen Ek din milan hojayega apse…!

nice

Buhat Khoob:flower1:…

beautiful:k:

:k:

beautiful :k:

hey

thanks

Re: wafa

[QUOTE]
*Originally posted by lahoredikurri: *
Wafa

Wafa karke wafa chahein apse...!
Kya karein humein muhabbat hai
apse Nazrein mila ke ye dil churalya
Ye kamaal koi seekhey apse...!
Yon naa pareshan tum humein...!
Esa na ho keh roth jayein hum
apse Ye mana ke muhabbat andhi hoti hai
Lekin kahin khata naa hojaye apse
Dil ki baat kahin dil main na reh jaye
Abhi to bohat kuch kehna hai apse...!
Khuda na kare ayen kabhi furqat ki
gharyan Dil to laga rehta hai apse...!
Yon na dekho ik tik humain Kya karein
sharm ati hai apse Yaqeen hai mujhko
rang layengi duaen Ek din milan hojayega apse...!
[/QUOTE]

Is this ur own?