Mujahay wafa ke umeed hai magar har ak say nahi
Koyee milay magar us yar e baywafa ke taraha
Re: Wafa
Nice One Dilsay .....
**
Ik shakhs kar raha hai abhi tak wafaa ka zikr
Kaash iss zabaan daraaz ka munh noch le koi**
Re: Wafa
Nice one and good to see you back after a long time ...
Re: Wafa
Theek kaha aab wafa hai kahan aab tu logoon nay bachoon kay naam wafa raknay shooroo kar diyan hain chloo kuch aur nahi naam tu rahay ga
Re: Wafa
Thanks and good to see you around too
Re: Wafa
Nice one... :)
Arz kia hay..
Kia hay pyar jissay Hum ne Zindagi ki Tarha
Wo ashna bhi mila hum se ajnabi ki tarha ...
Re: Wafa
** Dilsey GS Aryaan **
nice poetry…![]()