http://i55.tinypic.com/24mvm2w.jpg
Wafa woh shaks mere sath bhi na kar paaya
Bicharte waqt mulakat bhi na kar paaya
Sitaray torr ke laana tau gair-mumkin thaa
Woh mere haq mein koi baat bhi na kar paaya
Yeh dukh nahe ke raheen badgumaneyaan ‘Tabish’
Yeh ranj hai shikayat bhi na kar paaya …