**Wafa wo shakhs meray saath bhi na kr paaya
Bicharrtay waqt mulaqaat bhi na kr paaya
Sitaray torr k laana to Khair mumkin thaa
Wo meray haq mein koi bat bhi na kr paaya
Ye dukh nahe k rahen bad-gumaniyan Tabish
Ye ranj hai k shikayat bhi na kr paaya**
Re: Wafa wo shakhs meray sath bhi na kr paaya
:k:
LP
June 2, 2012, 12:57pm
3

**Ye dukh nahe k rahen bad-gumaniyan Tabish
Ye ranj hai k shikayat bhi na kr paaya
Aisa hi hota hai.. Jin logon se hum umeed wabasta ho aur kuch aisa kar guzren, to phir na shikayat ki tofeeq hoti hai na dil usse phir uss muqam per doobara rakhne pe razi hota hai
**

Nice :k:
LP
June 3, 2012, 10:50pm
6

true…v true