Wafa Se Chot Lagati Hai

Mohabaat Se Inayat Se Wafa Se Chot Lagati Hai
Bhikarata Phool Hun Mujhko Hava Se Chot Lagati Hai

Mein Shabnam Ki Zabaan Se, Phool Ki Awaaz Sunata Hun
Ajeeb ehsaas Hai Apani Sadaa Se Chot Lagati Hai

Meri Ankhon Mein Ansoo Ki Tarah Ek Raat Aa Jao
Takalluf Se Banavat Se Adaa Se Chot Lagati Hai

Tujhe Khud Apanii Majaboori Ka Andazaa Nahin Shayaad
Na Kar Ahed-e-wafa Ahed-e-wafa se Chot Lagati Hai..

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

This was posted here a couple of days ago..
but its very nice.

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

ops … sorry wasnt come through :smokin2:

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

V NIce1 :k:

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

:k:

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

buhat ummda

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

Very nice :-)

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

insaan kisi haal main b khush nahi ...uff zor se tu nahi lagi SB :p
ps nice one

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

bechaara pehle hi nanhi s jaan hai ooper se itni chotein :(
v nice though:D

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

pk786 Moti and Nikami :(

P.S. Thx all

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

:k:

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

hmm very nice :k:

Re: Wafa Se Chot Lagati Hai

Thx again