Wafa Ruswa Nahi Karna
Suno Aisa Nahi Karna
Main Paehle Hi Akela Hun
Mujhe Tanha Nahi Karna
Meri In Jheel Aakhon Ko
Kabhi Sehra Nahi Karna
Judai Bhi Jo Aajae
To Dil Chota Nahi Karna
Bharosa Bhi Zaruri Ha
Magar Sab Ka Nahi Karna
Muqadar Phir Muqadar Ha
Koi Dawa Nahi Karna
Meri Takmeel Tumse Ha
Mujhe Aadhhaa Nahi Karna
Jo Likha Ha Wohi Hoga
Kabhi Shikwa Nahi Karna!!
system
2
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
love it!
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
thank you diya :)
UZ
4
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
Nice Celeron:k:
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
thank you UZ :)
ehsan
6
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
Wah. :k:
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
Nice :k:
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
Bohat Khoob…:k:
fara
9
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
Zabardast..
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
thanks a lot mod bhai, fara and enter :)
Sannan
11
Re: Wafa Ruswa Nahi Karna
:k: