wafa key khwaab, mohabbat kaa aasraa ley jaa
agar chala hai tou jou kuch mujhey diyaa ley jaa
muqaam-e-sood-o-ziyaan aa gaya hai phir jaanaaN
yeh zakhm merey sahi, teer tou uthaa ley jaa
yehi hai qismat-e-sehra, yehi karam teraa
key boond boond ataa kar, ghataa ghataa ley jaa
ghuroor-e-dost sey itna bhi dil shikasta naa hou
phir uss key saamney daamaan-e-iltejaa ley jaa
nadaamatein hou tou sar baar-e-dosh hotaa hai
Faraz jaaN key oaz aabroo bachaa ley jaa
(Ahmed Faraz)
jiia
2
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra

zabardast
kamal ki sharing ker di ap ne 
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
ghuroor-e-dost sey itna bhi dil shikasta naa hou
phir uss key saamney daamaan-e-iltejaa ley jaa
dheet banene ke 101 tareeqe
Nain
4
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
wah wah 
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
Thankoo :)...
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
Malika pukraaj also sang this ghazal;
Malika Pukhraj - Wafa Ke Khwab Mohabbat - Geet/Ghazal - YouTube
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
Nice
ehsan
8
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
Very hee nice. :k:
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
^^^ thanks.....
Diva
10
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
:k:
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
nice… :k:
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
Malika ki beti ne to Faraz ke samne lehak lehak kar gaya : Ye aalam shoq ka :xeno:
Diva
13
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
^ Lol . Gaana achcha hai
tarash
14
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
kamal ki faraz ki hai
Re: Wafa key khwaab, mohabbat kaa aasra
:Di remember…