Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap

Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap

Bohat Khoob ... Specially these are ..!!!

*Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
Woh mere dil ki deewarain hila gaya chup chap *

*Ghum-e- hayat ke taqte hoye bayaban mein *
*Humain woh chor ke tanha chala gaya chup chap *