IS
1
[radio]fXL1C968gH[/radio]
**Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap **
**Woh mere dil ki deewarain hila gaya chup chap **
**Ghum-e- hayat ke taqte hoye bayaban mein **
**Humain woh chor ke tanha chala gaya chup chap **
**Najane kaun sa woh badnaseeb lamha tha **
**Jo ghum ki agg mein mujh ko jala gaya chup chap **
**Mein jis ko chut hon Ishrat woh zakham dayta hai **
**Woh phool aisy chaman mein khila gaya chup chap **
**Wafa ke wade woh sare bhula gaya chup chap **
**Woh mere dil ki deewarain hila gaya chup chap **
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
nice

:aq:
epne voice meyn poste to maza beh ata:ASA:
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
buhat khoob.. i love the way masood and sheelu have sung it 
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
Umda Imran Bhai i like it :k:
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
Buhat Khoob :~)
ruswa
8
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
Bohat Khoob ... Specially these are ..!!!
*Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
Woh mere dil ki deewarain hila gaya chup chap *
*Ghum-e- hayat ke taqte hoye bayaban mein *
*Humain woh chor ke tanha chala gaya chup chap *
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
Bohat khoobsurat Ghazal.. :k:
Sheal
10
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
nice sharing IS
IS
11
Thanks All 
kyo aap ne poetry section k user kam karne hain kaya 
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
Zabardast . . :)
S.786
13
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
v.good
Koyal
14
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
nice 1 IS :)
IS
15
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
Thanks aap 3ino ka 
i m listening that ghazal from last 3 hours 
etne kon c akher a gae he 
Koyal
17
Re: Wafa ke wade woh sare bhula gaya chuap chap
^ koN hia wo jis ne ap ko 3 hs se ye sunnay pe majboor kia 
itni kya affat thee kahin cd tou ni phas gai thee 
ghazal zabarda hai:k: