wafa ke khuwaab ........

shukria jawab dahi ka..and ap ne hamara sher samja he nahi..no UMEED for maska from nikamay logo se…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

wesay acha likh lea hia


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

wafa ke khuwaab, muhabbat ka aasra le jaa ..
agar chalaa hai to, jo kuchh mujhe diya le jaa ..

faraaz sahib ki tu jo baat hai wo hai…kam kuch aap bhi nahi..aap ke intihaab ki daad na dena tu ziadti hogi.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~