Wafa Kay waday wo saray.....

can any1 plz find me this Ghazal …
its a duet …

" Wafa Kay Waday ,Wo Saray , Bhula Gaya Chup Chap …
** Wo Meray Dil Ke Dewaarain , Hela Gaya Chup Chap…**

Re: Wafa Kay waday wo saray…

no :snooty:

Re: Wafa Kay waday wo saray.....

i have it n will post it soon

its by masood n sheelo khan from ablum wafa ke waday.

Re: Wafa Kay waday wo saray.....

ya its a really nice track...me waiting too :)

Re: Wafa Kay waday wo saray.....

i have it but dun know how to post it!

I just came accross this thread... Here is the requested ghazal...

wafa k waday wo saray bhula gaya chup chaap
wo mere dil ki deewarein hila gaya chup chaap

ghum-e-hayat k taptay huay baya'baan main
humhian chor k wo tanha chala gaya chup chaap

na'janay wo kon sa bad'naseeb lamha tha
jo ghum ki aag main mujh ko jala gaya chup chaap

main jis ko chohti hon wo zakham daita hai
wo phool aisai chaman main khila gaya chup chaap