**
**
-
WAFA KAY WAADAY WOH SARAY BHULA GAYA CHUP CHAAP*
**
-
wafa kay waaday woh saray bhula gaya chup chaap* -
woh meray dil ki deewarain hila gaya chup chaap*
**
-
ghum-e-hayaat kay taptay huay bayabon mein* -
hamain woh chor kay tanha chala gaya chup chaap*
**
-
na janay kaunsa woh badnaseeb lamha tha* -
jo ghum ki aag mein mujh ko jala gaya chup chaap*
**
-
main jisko chhuta hoon ISHRAT woh zakhm dayta hai * -
woh phool aisay chaman mein khila gaya chup chaap*
**
-
wafa kay waaday woh saray bhula gaya chup chaap* -
woh meray dil ki deewarain hila gaya chup chaap*
**
-
wafa kay waaday woh saaray......*
**
-
I Really Like This Ghazal.....It'sA Very Touchy Ghazal Sung By ....* -
* -
MASOOD & SHEELU ........I Hope U All Like It....Thanks :) *
**