Wafa ka zikar chala to muje ehsas hua,

*Wafa ka zikar chala to muje ehsas hua,
wo naqsh apni wafa k mita chuka hoga,

jo meri ankh ko aina kaha kerta tha,

wo mera chehra b kab
ka bhula chuka ho ga.*

Re: Wafa ka zikar chala to muje ehsas hua,

Bahut aa’laa …:k:

Re: Wafa ka zikar chala to muje ehsas hua,

:hinna: Babri buhat achay