Badla wafa ka den ge bari saadgi se Hum
tum Hum ko bhool jao ge aur zindagi ko HUm:smokin:
Badla wafa ka den ge bari saadgi se Hum
tum Hum ko bhool jao ge aur zindagi ko HUm:smokin:
Re: Wafa ka badla
TUM HAMKO BHUL JAO GI
kia pehly se ILHAAM ho gaya tha bhul jaoo GI:emmy:
ghalat shair kion liukha :femme:
BADLA WAFA KA DENDENY BOHAT SAADGI SE HAM
TUM HAM SE RUTH JAAO ORR ZINDAGI SAY HAM ![]()
Re: Wafa ka badla
![]()
Re: Wafa ka badla
yahaN badla vafaa kaa be-vafaaii ke sivaa kia hai? :D
Re: Wafa ka badla
Lekin Hum zindagi ko bhula kar den ge
Re: Wafa ka badla
achaa:cb: to uski sehat per kia farq pare ga
jane walon ko kia vo to bhul gae:(
Re: Wafa ka badla
![]()
Agar Tum MUjhe bhool gai to kisi ko yaad na rakh sako gi
Main tumhare sar pe danda maroon ga
(My next action)
Re: Wafa ka badla
tum ne kiskiss kii bhaiNs ko DanDaa maaraa? ![]()
Re: Wafa ka badla
kia POLICE me ho
Re: Wafa ka badla
aap larki ko BHAINS keh rahi hain:emmy: ![]()
Re: Wafa ka badla
:no:
Main ASif masoom
Meri bhains ko anda kis ne maara???
Re: Wafa ka badla
tumare pass BHANSEN bhi hein:bummer:
Re: Wafa ka badla
:no:
Re: Wafa ka badla
to phir kiski ki bhaisn ko anda para
Re: Wafa ka badla
Its a dialogue
Re: Wafa ka badla
na mara karo:nono4:
Re: Wafa ka badla
Kiyon???
Re: Wafa ka badla
mera point dekha jo mujy bhule ga:wink:
Re: Wafa ka badla
Hmmm
Re: Wafa ka badla
translation