Wafa Hy Mujh Me

**Ab to Le de k Wohi ShaKhs Bacha Hy Mujh Me
Mujh ko Mujh se Juda kr k
Jo chupa Hy Mujh Me

Jitne Mosam Hain Sab
Jese kahin Mil Jaain
in Dino kese Bataon Jo Fiza Hy Mujh Me

Aaina Ye to Batata Hy
k Main kya Hon Lekin
Aaina is Pe Hy Khamosh
k kya Hy Mujh Me

Ab to Bus Jan Hi
Dene ki Hy Baari meri
Main kahan Tak kron Sabit
k Wafa Hy Mujh Me**

Re: Wafa Hy Mujh Me

**Aaina Ye to Batata Hy
k Main kya Hon Lekin
Aaina is Pe Hy Khamosh
k kya Hy Mujh Me

wah :lajawab:
**