Wada

Aik admi ko phone aya ke 3 din ke ander ander 1 lakh rupe do warna tumhari wife ko kidnap kar legen…

3 din ke bad phir unho ne phone kia to admi ne kaha..

muje afsos hai ke mai apki demand puri nahi kar saka..lekin muje app pe pura bharosa hai ke app apna Wada zaroor pura kare ge..:smiley:

Re: Wada

hahahhaahahahahahahahahhaha

Re: Wada

^ :D i think sirf apki samjh mey aya yeh joke :D

Re: Wada

ha ha ha
yar wife ne sun lya to wo aap ka bandobast karwa de gi.....................