Wada

umeed to bundh jati taskeen to ho jati
wada na wafa kertay wada to kiya hota.

Re: Wada

Nice One Stylical...

Re: Wada

oh ho!!!

Re: Wada

Ghalat Ho Aap Ka Waada Khuda Na Karay
Magar Huzoor Ko Aadat Hai Bhool Janay Ki

:)

Re: Wada

*khoob.. *

ahaa!

Ya Rub Shab-e-Hijraan Main Itna Tu Kiya Hoota
Ju Haath Jigar Par Hai Woh Dast-e-Dua Hoota

Wah buhat Khub:)

Re: Wada

:k: