wabasta apni zaat say har aitbar rakh

wabasta apni zaat say har aitbar rakh
pewasta reh shajar say umeed-e-bahaar rakh

shayaan-e-shaan hai teray manzil pe pohachna
apnay wajood ko na sar-e-rahguzaar rakh

jeewan ki dhoop maiN kehti hai teri yaad
sang apnay ye aik shajar-e-sayadaar rakh

too bhi samajh jae ga karb ki shiddat
aankhoN maiN kabhi aik shab-e-intizaar rakh

is rah-e-muhabbat maiN paaya kia kho dia
maiN hisabe gham karoN too khooshi ka shumaar rakh

kia Jaaniyay mann maiN bas jae kab khooda
dil maiN kabhi na nafratoN ka ghubaar rakh

very nice JL :)

very nice :k:

**Jaan Lewaa Brother **

:k: :k: :k:

Re: wabasta apni zaat say har aitbar rakh

bhut khoon jaan lewa :k:

thanx every 1

ok

nice jaani liver:french:

Nice 1 :k:

beautiful:k::k:

wonderful!

Re: ok

:smash:
.
.
.
.
thanx every 1 else